D Abdul – Kaisa Yeh Manzar Lyrics
D Abdul Kaisa Yeh Manzar Lyrics
Kaisa yeh manzar Ki sab ghar ke andar
Par Hum ne hi maara tha dharti pe khanjar kyu jungle ko kaate aur janwar ko maare badate prudushan aur kachre failate dikhate hai khudko hum jaise mahan Behtar hai janwar hum kaise insan jo hai patthar ka dil glt kaam ko anjaam yaha nasht kare kudrat yeh saara jahan bane sab toh anjan pr hum jante the sab
Hua yeh Karma dua karna rabse abb
Aai yeh bimari saza banke chai hum insano pe barsi yeh kaisi tabahi jo manzar zamane ko aise rulai ke jaise ki puri yeh dharti chillai mere bhai tabhi yaad aaya apna iman fir bhi na khauf abhi zinda haiwan hua hai rape iss bich ek bacchi ka bolu toh bolu kaise hum hai insan
Jeena toh sikh kya ladne ka maut se
Tere amal tere saath warna kon hai
Duniya me jeele lekin chalne khauf me
Kyuki gurur wale mitthi bane bhot se
Aur shot hai yaha pe na rehna humesha
Hai jana toh sabko aur sabne yeh dekha
Kuch ne toh rishte aur kuch ne iman
Yaha logo ne apna hai kya kya toh becha
Mujhe dikhe glt kaam sare aam
hai shaitan yeh zamana toh kharab
yeh bimari azab Jaake maafi tu maang tera rab hai naraz Tu hai pinjre me kaid lekin panchi azad baar baar bolu aapko ki ghar pe hi rehna Jana hai bahar toh dande ko sehna mu dhadko dur raho sabka yeh kehna dhulo haath soap sanitizer toh haina
Rape se leke hatiya Insano ne sab krdiya Jaan ke krte galtiya Fir chodke duniya chal diya Na band kiya hume gunah Toh rab ne rasta yeh chuna wo zulum ko sehke kehte rabse rab ne unka sun liya
Khauf tumhe bimari ka par rab ka bilkul nahi hai
Shauk rakhoge acche toh fir sab kuch chalta sahi hai
Hoga hisab tera jana sabko wahi hai
Yeh duniya char din ki aate jaate kai hai