Raftaar – Me And My Pen Lyrics
Raftaar Me And My Pen Lyrics Ft. Shah Rule
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, skill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, skill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Haanji haanji chahunga main farmana
Ke likhne se matlab hai
Dikhne se matlab hai
Likhne se dikhne pe mile jo dhan
Usse mere saare poore ho jaate maqsad hain
Hoon main mutasid par main hi munasib
Media mein Khalid par dil se main Ghalib
Walid mere ab tareefein karein
Bolein socha nahi tha ke niklega wajib
Ke ghar mein chala dunga
Apna hi nahi main auron ka bhi
Apne paraye aur choron ka bhi
Hisab videsh ke dauron ka nahi
k!$$a hai baatom ka shoron ka nahi
Masla hai sach ka chhichhoron ka nahi
Yeh apni hi sochein bas auron ka nahi
Yeh desi rap hai kaale goron ko nahi
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, skill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, skill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Jisne bhi pakki siyahi nama likhaya
Ya chhati pe banwaya chehra mera
Ke jisne bhi dil se hai samjha mujhe
Unse mile bina rishta gehra mera
Sar na jhukega, sar na jhukega
Khudi likhega yeh sar na rukega
Lohe ko baaton se doonga gala
Khud ko hi roz main deta salaah hoon
Ke apne se chhot emein taakat bharo
Mata pita ki hifazat karo
Buzdil nahi ke himakat karoon
Banke baaki main sachchi sahadat karoon
Ghar pe daawat rakhun sabko bulaun
Main sadkon pe gaaun na sadkon pe aaun
Dil na dukhaun na apne sataun
Main chala bhi jaaun to yaad mein aaun
Yeh bole dil ne, vil ne
Apne ko dil ne, skill ne
Door se aate jo milne
Milke bole woh problem phir lene
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen
Sabka shukriya
Woh tere gaane hain end
Katil teri yeh pen